*Chupa hua "SHIRK" hai Agar koi "Namaz" ko Ache se ada kre ki Bagal wala muje dekh raha hai.*❌❌

*Chupa hua "SHIRK" hai Agar koi "Namaz" ko Ache se ada kre ki Bagal wala  muje dekh raha hai.*
❌❌
--------------------------------------------------
👉 Nabi kareem ﷺ ne farmaya: kya main tum ko aisi cheez ke baray mein nah bata dun jo mere nazdeek maseeh *Dajjal se bhi zeyada khatarnaak hai?* hum ne arz kiya: kyun nahi? aap ﷺ ne farmaya: woh *posheeda (chhupa hua) shirk* hai jo yeh hai ke aadmi namaz padhne khada hota hai, to apni namaz ko sirf is wajah se khoobsurti se ada karta hai ke koi (bagal wala) aadmi usay dekh raha hai.
📚 [ ibne majah:# 4204]
( *हर बात दलील के साथ)*

Comments

Popular posts from this blog

*Waqt ki ye zroorat samjh Lo, Bin padhe ab guzara nahi.*

❌ *22 रजब के कुंडे क्या है*❓ ❌

*Rasoolullah ﷺ ya kisi Auliya ke waseele (unke sadqe)se dua mangna kaisa hai?*