Shab-e- Meraaj Manana Sunnat se Sabit nhi*

*Shab-e- Meraaj Manana Sunnat se Sabit nhi*
----------------------------------------------------------
Kuch Musalman 27 Rajab Ko Rasool Sallallau Alaihi Wasallam Ka "Jashn E Meraaj" Manate Hain,Ye Bhi Bidat Hai,Kyo K Pehli Baat To Ye K Ye Cheez Hi Saabit Nahi K Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam Ko Jo Meraaj Hua Tha Wo Rajab Ke Month Me Hua Tha.
-
*Meraj Hua Ye Quran O Hadees Se Saabit Hai,Lekin Kis Month Me Hua Ye Kisi Sahi Hadees Se Saabit Nahi.*

*1 sawal or paida hota hai ki jis ibadat ko Sahaba ne nhi kiya to hm kyu kre kya hm unse zayada acha deen ko jante or samjhte hain.*
--------------------------------------------------
👉 *Agar is raat ki etni Ahmiyat hoti to Allah ke Rasool zaroor is raat ko mnane ka Hukum dete.*
👉 *Koi bhi Amal agar sunnat ke mutabiq na ho to wo Allaah ke yaha qabil e qubool nahi chahe wo kitne hi bre Amaal kyu na ho*;;;
▶ *Agar ham 4 Rika'at Farz Namaz ki Jagah 5 Rika'at padhte hai, Namaz me 2 sajde ki jagah 3 Sajde karte hain ye sooch kar ke zyada karne se zyada sawab hoga to kya hmari Namaz ho jayegi*?
*Bilkul Nahi* kyu ki ye shariyet ke treeqe par nahi hai thik isitrah har Amal se pahle hamara ye farz hai ke hum ilm hasil kare ke hamara ye Amal Quraan aur Hadith ke Mutabiq hai ya nahi.

👉 *Es rat ko ibadat krna islam me 1 nyi cheez ijad krna hai jiske bare me ye kaha gya hai ki islam me har nyi cheez bidaat hai.*
📚 *[Sahih al bukhari:2697]*

Subscribe Our *Youtube channel*
👇👇👇👇👇
https://www.youtube.com/channel/UCm96sEEZPYUxEMTe-3RD1Bw

*Visit our blog(website typ)*
👇👇
https://beneficialilmcenter.blogspot.com/ ( *yaha bahut sari hadeese maujood hai alhumdullah)*

👉 अगर आपका *कोई सवाल होतो हमे mail कर सकते हैं।* Mail id: sawaljawab24hour@gmail.com
( *हमे आपके सवाल का इंतज़ार रहेगा)*

Comments

Popular posts from this blog

*Waqt ki ye zroorat samjh Lo, Bin padhe ab guzara nahi.*

❌ *22 रजब के कुंडे क्या है*❓ ❌

*Rasoolullah ﷺ ya kisi Auliya ke waseele (unke sadqe)se dua mangna kaisa hai?*