QAWWALI me Shirkiya Alfaz* ๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

*QAWWALI me Shirkiya Alfaz* 👇👇
---------------------------------------------------
*Shirk* 1⃣:
👉"  *Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad*..."

QURAN Ka Jawaab "Aey Nabi Insano Se Keh Dijiyee Ki Mai Tumhare Nafa Or Nuqsan Ka
Ikhtiyaar Nahi Rakhta Ye Sirf ALLAH ke Paas Hai"

📚[Surah Jinn Ayat # 21, Surah Al-Aaraf # 188]

*Shirk* 2⃣:
👉" *Shahe Madina Saare Nabi Tere Dar Ke Sawali*"

Quran kahta hai :-
"Aey Logo Tum Sirf ALLAH ke Dar Ke Faqeer Ho"
📚[Surah Fatir # 15]

*Shrik* 3⃣ :
👉" *Jo Mang Dar-E-Mustafa Se Maang*"

Quran kahta hai :-
"Jo Maango Sirf Mujh ( ALLAH ) Se Mango Sirf Mai Tumhari Dua Qabool Karta Hon"
📚[Surah Momin # 60]

*Shirk* 4⃣:
👉" *Maula ALi Meri Kashti Paar Lagade*"

Quran kahta hai:-
"Jin Ko Tum ALLAH K Siwa ( Apni Mushkilat Mai ) Pukartey Ho Wo Tumhari He Tarah K
Bandey Hain , Agr Tum Sache Ho Tou Zaroori Ha k Jab Unhey Pukaro To Wo Iska
Jawaab Dein"
📚[Surah A'raaf # 194]

👆 *En sab ke elawa or bhi deegar aisi cheeze hain jisme Music bhi hota hai or music or musical instruments ke bare me Rasoolullah ﷺ ne kaha* 👇

👉Rasool ﷺ ne faramaya meri ummat me se kuch log sharab piyenge or eska name badal denge kuch musical instruments bajayenge, or gane wali Aurte gayengi *Allah en sbko zameen me dhasa dega or kuch ko bandar( monkey) bna dega.*

📚[Ibne maja:4020]

👉 *Shirk ke bare me Allah e farmaya hum chahe to sare gunaho ko maaf kar sakte hain lekin shirk kabhi maaf nahi karenge*

📚[Qur'an surah:4/48,116]

👉 *Allah Ham sabko Shirk se bachaye Aameen*

Subscribe Our *Youtube channel*
👇👇👇👇👇
https://www.youtube.com/channel/UCm96sEEZPYUxEMTe-3RD1Bw

*Visit our blog(website typ)*
👇👇
https://beneficialilmcenter.blogspot.com/ ( *yaha bahut sari hadeese maujood hai alhumdullah)*

👉 अगर आपका *कोई सवाल होतो हमे mail कर सकते हैं।* Mail id: sawaljawab24hour@gmail.com
( *हमे आपके सवाल का इंतज़ार रहेगा)*

Comments

Popular posts from this blog

*Waqt ki ye zroorat samjh Lo, Bin padhe ab guzara nahi.*

❌ *22 เคฐเคœเคฌ เค•े เค•ुंเคกे เค•्เคฏा เคนै*❓ ❌

*Rasoolullah ๏ทบ ya kisi Auliya ke waseele (unke sadqe)se dua mangna kaisa hai?*