*Ye Teen tarah ke log jinki Farz aur Nawafil iabadatien Qubul Nahi ki jati hain*๐
*Ye Teen tarah ke log jinki Farz aur Nawafil iabadatien Qubul Nahi ki jati hain*👇
👉1) *Maa-baap Ka Nafarman.*
👉2) *Ehsan Kar ke jatlane wala.*
👉3) *Taqdeer ko jhutlane wala.*
----------------------------------------------------------
👉Rasool-Allah ﷺ ne farmaya teen Aadmee aise hai jinke Farz aur Nawafil Allah Subhanahu Qubul Nahi karega
Maa baap Ka Nafarman , Ehsan Kar ke jatlane wala, Taqdeer ko jhutlane wala.
📚[Al-Silsila-As-Sahiha 1032]
Comments
Post a Comment