❌ *VALENTINE'S DAY* ❌
❌ *VALENTINE'S DAY* ❌
( *BEHAYAYI AUR BESHARMI KA EK AALAMI FESTIVAL)*
----------------------------------------------------------
➡ *Valentine's Day manana ALLAH ke Azaab ko Dawat dena hai.*
💥Allah Taala Quran Majeed mein Farmaate hain :-
👉 *Jo Log ye Chahte hain ki Musalmaano (Momino) mein Behayayi Phaile, Unke liye Duniya aur Akhirat mein Dardnaak Azaab hai.*
📚Surah Noor
Surah Number - 24
Aayat Number - 19
➡ *Hum sab Jaante hain ki Valentine's Day Yahood-o-Nasara ka amal hai, Allah ke Rasool Sallallaho Alaihe Wasallam ne Kabhi iski Taleem nahi diya, Phir bhi Kuch Na-Samajh Musalmaan Yahood-o-Nasara ki Nakal karte huye Valentine's Day Manate hain*
Jiske baare me Rasoolullah ﷺ ne Farmaaya :-
👉 *Jisne jis Qaum (Religion) ke Tarike ko ikhteyaar kiya, Wo unhi me se hoga.*
📚Sunan Abu Dawood
Hadees Number - 3512
Quran mein Allah Taala ye bhi Farmaate hain :-
👉 *Khabees ( Yaani Na-Paak) Auraten Khabees Mardo ke liye hain aur Khabees Mard Khabees Auraton ke liye hain, aur Pakiza Auraten Pakiza Mardo ke liye hain aur Pakiza Mard Pakiza Auraton ke liye hain.*
📚Surah Noor
Surah Number - 24
Aayat Number - 26
➡ *Bahut se log ye bhi kahte hain ki Duniya me itne saare log manate hain, kya itne saare log Galat hain* ?
💥Jabki Allah Ne Quran me Saaf Saaf farmaya diya hai :-
👉 *Aksar log jo Zameen par abaad hain wo GUMRAH hain, Agar tum Unka kaha maan loge to wo tumhe Allah ka Raasta Bhula denge.*
📚Surah Anaam
Surah Number - 06
Aayat Number - 116
➡ *Isliye Musalmaano se Muaddabana guzarish hai ki Besharmi aur Behayayi ke is Festival ko Celebrate na karen Aur Apne aapko Azaab-e-Elaahi se bachayen.*
👉 *Kyuki 14 February ko kisi ki Beti aur Bahan ko Date dene se pahle ye Mat bhoolna ki Tum bhi Kisi Ladki ke Bhai aur Baap ho.*
📱 *Forward ज़रूर करे(अल्ल्लाह अज्र देगा)*
( *हर बात दलील के साथ*)
👉 अगर आपका *कोई सवाल होतो हमे mail कर सकते हैं।*
👉 Mail id: sawaljawab24hour@gmail.com
( *हमे आपके सवाल का इंतज़ार रहेगा)*
Comments
Post a Comment