*Us Shakh pe jannat Wajib ho jati hai Jo kisi "yateem"(जिसके माँ-बाप न हो) ko Self-depend(खुद कमाने वाला) hone Tak apne paas rakh ke khilaye peelaye.*
*Us Shakh pe jannat Wajib ho jati hai Jo kisi "yateem"(जिसके माँ-बाप न हो) ko Self-depend(खुद कमाने वाला) hone Tak apne paas rakh ke khilaye peelaye.*
--------------------------------------------------
👉Rasoolallah ﷺ ne farmaya jis muslman ne kisi aise yateem bachche ko jiske maa aur baap dono ki wafat ho gayee ho ko apne khane peene mein apne sath rakha yaha tak ki Allah Subhanahu ne us yateem ko gani (self depend) Kar diya to us shakhs ke liye lazmi taur par Jannat wajib ho jayegi
📚 [Musnad Ahmed#9065]
( *हर बात दलील क्र साथ*)
Comments
Post a Comment