*Us ladki ka Nikah jayez nhi jiska Nikah uske Wali ne nahi kraya ho*.
*Us ladki ka Nikah jayez nhi jiska Nikah uske Wali ne nahi kraya ho*.
--------------------------------------------------
👉 *Wali agr Bap zinda hoto wo hoga nhi to bhai wagira.*
------------------------------------------------
👉. Rasoolallah ﷺ ne farmaya jis Ladki ka nikah uske wali ne nahi karaya ho to uska nikah batil(invalid) hai, uska nikah batil hai , uska nikah batil hai. ( *yani uska nikah hi nahi hua)*
📚(Narrated by al-Tirmidhi, 1102; Abu Dawood, 2083; Ibn Maajah, 1879. Classed as saheeh by al-Albaani in Irwa’ al-Ghaleel, 1840)
🔴 *Jo ladkiya bhag kar shadi karti hain unko Es hadees pe dhayan dena chahiye.*
--------------------------------------------------
👉 *Lekin agar maa/baap Us ladki ki shadi uski marzi ke begair ya kisi mushrik se karana chahe to us halat me ladki kisi or ko Wali bna kr apna Nikah kahi or kr sakti hai.*
Comments
Post a Comment