Rasoolallah ﷺ se Eid ki mubarakbad dene ke kalimat sabit Hain dua na ki Eid ki mubarakbad ye bol kr.

Rasoolallah ﷺ se Eid ki mubarakbad dene ke kalimat sabit Hain dua na ki Eid ki mubarakbad ye bol kr.
*Eid mubarak*

Lekin sahaba se milta hai..

Lekin juma ka kisi se bhi nhi milta hai...
*Or hme wahi krna chahiye jo Rasoolallah ﷺ sahaba salaf-e saleheen se sabit ho..*

Eid ki namaz ke bad sahaba ikram se baaz aasaar milte hain. Woh ek dusre ko in alfaaz me mubarakbad dete the-

*"تقبل اللہ منا و منک"*
*"Tabbal Allahu minna wa minka"* .
(Allah apke or mere Aamal qubool farmaye)

(Fatehul bari-2/446)

Comments

Popular posts from this blog

*Waqt ki ye zroorat samjh Lo, Bin padhe ab guzara nahi.*

❌ *22 रजब के कुंडे क्या है*❓ ❌

*Rasoolullah ﷺ ya kisi Auliya ke waseele (unke sadqe)se dua mangna kaisa hai?*