*Rafaidain sunnat ya farz*
*Rafaidain sunnat ya farz*
--------
rasoolallah sallalahu-alaihiwasalam ne faramaya us tarah namaz pdho jis tarah mujhe pdhte huye dekha..
Bukhari 631.
To rasoolallah sallalahu-alaihiwasalam ki hi tarah namaz ka har 1 tarika hona chahiye...
👉Jo log ye poochte hn unse ye kahiye ki kya kbi rasoolallah sallalahu-alaihiwasalam ne kaha ki koi 3 sajda kre to namz nhi hogi aisa likha hua dekha de...
*Hum do sajda esi liye krte hn ki kyuki rasoolallah sallalahu-alaihiwasalam ne aisa kiya...*
Esi trah rafaidain unhone kiya to hum log b krte hn.
*Or agar koi rasoolallah sallalahu-alaihiwasalam ki tarah namaz nhi pdhega uski namaz nhi hogiiii.....*
Chahe jitna achi trah se kyu na pdh le....tariqa wahi hona chhaiye
*Jazakallahu-khairan-kaseera*
Comments
Post a Comment