*Neki ka hukum dene wale ko neki krne ke barabar Sawab milta hai.*
*Neki ka hukum dene wale ko neki krne ke barabar Sawab milta hai.*
----------------------------------------------------------
👉Abu Mas'ood ansari Raziyallahu anhu farmate hain ke aek aadmi nabi sallallahu alaihi wa sallam ke pas aaya aur kaha meri sawari halak ho chuki hai aap mujhe koi sawari de dijiye, aap ne farmaya: mere pas sawari nahi hai, aek aadmi ne kaha My is aadmi ko aise aadmi ka pata de sakta hu jo ise sawari de sakta hai ,Aap ne farmaya: *neki ka hukm dene wale ko neki karne wale ke barabar sawab hai*
📚 [Sahi MUSLIM: #1893]
*Forward ज़रूर करे(अल्ल्लाह अज्र देगा)*
( *हर बात दलील के साथ*)
👉 अगर आपका *कोई सवाल होतो हमे mail कर सकते हैं।*
👉 Mail id: sawaljawab24hour@gmail.com
( *हमे आपके सवाल का इंतज़ार रहेगा)*
Comments
Post a Comment