*Namaz Koi es wajah se khoobsurti se ada karta hai ke koi bagal wala usay dekh raha hai to aisa krna chhupa hua shirk hai*

*Namaz Koi es wajah se khoobsurti se ada karta hai ke koi bagal wala usay dekh raha hai to aisa krna chhupa hua shirk hai*
--------------------------------------------------
Nabi kareem ﷺ ne farmaya: kya main tum ko aisi cheez ke baray mein nah bata dun jo mere nazdeek maseeh Dajjal se bhi zeyada khatarnaak hai? hum ne arz kiya: kyun nahi? aap ﷺ ne farmaya: woh posheeda (chhupa hua) shirk hai jo yeh hai ke aadmi namaz padhne khada hota hai, to apni namaz ko sirf is wajah se khoobsurti se ada karta hai ke koi (bagal wala) aadmi usay dekh raha hai.

*[Sunan ibne majah:# 4204]*

Comments

Popular posts from this blog

*Waqt ki ye zroorat samjh Lo, Bin padhe ab guzara nahi.*

❌ *22 रजब के कुंडे क्या है*❓ ❌

*Rasoolullah ﷺ ya kisi Auliya ke waseele (unke sadqe)se dua mangna kaisa hai?*