➡ *Namaz-e-janaza ka tareeqa-Hadith ki roshni mein*

➡ *Namaz-e-janaza ka tareeqa-Hadith ki roshni mein*
--------------------------------------------------
▶ *Janaze ki namaz 4 takbeer se ada ki jati hai*

📚 *[Sahih Bukhari:1333]*
--------------------------------------------------
▶ *Pehli (1) Takbeer ke baad Surah fatiha padhna chahiye*.

👉Abu Umamah radi allahu anhu ne farmaya ki namaz e janaze mein pehli takbeer ke baad *surah Fatiha aahista se padhni chahiye*

📚 *[Sunan Nasai:1991]*
📚 *[Sahi bukhari:1335]*
--------------------------------------------------
▶ *Phir doosri takbeer kahi jaye aur Durood-e-Ibrahim padhna chahiye*
--------------------------------------------------
👉 *Allahumma salli Ala muhammad wa ala aali muhammad kamaa sallaita ala ibrahima wa ala aali ibrahima innaka hamidum majid, Allahumma baarik ala muhammad wa ala aali muhammad kamaa baarakta ala ibrahima wa ala aali ibrahima innaka hamidum majid*
--------------------------------------------------
▶ *Phir teesri (3) takbeer kahi jaye aur yeh dua padhni chahiye*
--------------------------------------------------
👉Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam namaz e janaza mein yeh dua farmate:-

▶ *Allahummighfir lihayyina wa mayyitina wa shahidina wa gha'ibina wadhakarina (wazakrina) wa unthana (wa unsana) wa saghirina wa kabirina*

«اللہم اغفر لحينا وميتنا وشاهدنا وغائبنا وذكرنا وأنثانا وصغيرنا وكبيرنا.

👉 *Tarjuma:* Ya Allah
maghfirat farma hamare zindo ki aur hamare murdo ki aur hamare hazir ki aur hamare gayab ki aur hamare mardon ki aur hamari auraton ki aur hamare choton ki aur hamare bado ki.
📚 *[Nasai:1988]*
--------------------------------------------------
▶ *Phir Chothi(4) Takbeer Kahi Jaye Aur Salaam Pher Diya Jaye*
--------------------------------------------------
📚 *[Sunan Nasaii,1991]*

Comments

Popular posts from this blog

*Waqt ki ye zroorat samjh Lo, Bin padhe ab guzara nahi.*

*Rasoolullah ﷺ ya kisi Auliya ke waseele (unke sadqe)se dua mangna kaisa hai?*

❌ *22 रजब के कुंडे क्या है*❓ ❌