*Kya "Miladun-Nabi" ka Bab (chapter) Hadees me hai.?*
*Kya "Miladun-Nabi" ka Bab (chapter) Hadees me hai.?*
--------------------------------------------------
Milad 1 Arabic alfaz hai jiski mani paidaish (birth) hoti hai.
Or hadeeso me ye Bap aaya hai lekin us hadees me rasoolallah sallalahu-alaihiwasalam ke paidaish se mutalliq hadeese hain Na ki Miladun-Nabi manane se mutalliq.
*Eid-Miladun-Nabi ke manane se mutalliq koi bhi hadees nhi milti.*
Jub Rasoolallah sallalahu-alaihiwasalam ki paidaish ka jashn Sahaba ya salaf-e saleheen ne nhi manaya to hum kyu manaye?.
*Kya hum Rasoolallah sallalahu-alaihiwasalam se Zayada mohabbat karte hain to kya Sahaba se bhi zayada karte hain.*
Sahaba hum se Zayada krte the mohabbat to unhone nhi manaya to hum kyu manaye.
➡ *Deen me koi bhi nayi cheez Shamil krna bidat hai or krne wala mrdood hai* ⬅
*=======================*
👉Rasool Allah ﷺ ne farmaya:- Jisne hamare is deen me kuch aisi baat shamil ki jo usme se nahi hai to wo mardud hai.
📚 *[Sahih al bukhari:2697]*
Comments
Post a Comment