Juma se mutalliq Aam malumaat*
*Juma se mutalliq Aam malumaat*
=========================
*Jume ki namaz ke liye awwal waqt me masjid jana*
*(Sahih Bukhari:#929)*
--------------------------------------------------
*Juma ki Namaz se pahle 2 Rikat Tahyatul masjid padhna.*
Baki Nafil Namaz jitna chahe padhe.*
📚 *[Bukhahri: 930,1166]*
=========================
*Juma ki Namaz ke bad 4 rikat sunnat hai(agar masjid me ada kre to) ghr ja kar ada kre to 2 Rikat hai.*
*Nafil Namaz jitna chahe utna padh Skte hain eski koi limit nhi.*
📚 *[SAHIH MUSLIM:#1915]*
*[ABU DAWOOD:#1127]*
=========================
*Juma mubarak kahna 1 nayi Ejad hai islam me..*
➡ *Deen me koi bhi nayi cheez Shamil krna bidat hai or krne wala mrdood hai*
📚 *[Sahih al bukhari:2697]*
=========================
*Juma ke din Surah Al-Kahaf ki tilawat kare to uske liye is juma se agle juma tak ek noor chamakta rahega*
📚 *[Mustadrak Hakim 3392]*
[Sahih Al jamee 647]
--------------------------------------------------
*Hadith:- jis musalman ki wafat Juma ke din ya Juma ki raat ko hoti hai usko Allah subhanhu Qabrke fitne se mehfooz rakhta hai*
📚. *{tirmizi 1063-Hasan}*
--------------------------------------------------
📱 *Forward ज़रूर करे(अल्ल्लाह अज्र देगा)*
👉 अगर आपका *कोई सवाल होतो हमे mail कर सकते हैं।*
👉 Mail id: sawaljawab24hour@gmail.com
( *हमे आपके सवाल का इंतज़ार रहेगा)*
aur bhi bhut se msail he jume ki namaz ke .........meharbani kre vo sab yaha btaye
ReplyDeleteKya juma ki neemaz gahr pe ada kar sakte hai
Delete