*Jo log Aisa kahte hain.*๐๐๐
*Jo log Aisa kahte hain.*👇👇👇
----------------------------------------------------------
👉 *zal zala (Eartquake) aayega maut hogi to mr hi jayenge, Bhagne ki kya zaroort hai, Allah chahe to bacha lega*
👉🏿 *Ya fir kisi cheez me la parwahi karna or kahna ki Allah hefazt krega.*
👉🏼 *Ya padhai na kre achhe se or kahe ki Allah paas kara dega*
👉 *Ya fir Sawari (bike,car,wagaira) ko be-bak tareeqe se chalana or kahna ki Dua to padh hi liya hu Allah hefazt krega.*
👉🏾 *wagaira* wagiara..............
----------------------------------------------------------
👆 *Unko Es hadees pe dhayan dena chaiye.*👇
👉Ek Sahabi(Ra) ne arz kiya ya Allah Ke Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam Kya Mai oot (camel) ko Pehle bandh du Phir Allah Par Bharosa Karu (ki ye gayeb ho jayegi) Ya Chod DU Phir Allah Par Bharosa karu, to Aap Sallallahu alaihe sallam Ne farmaya esko baandh do Phir Bharosa karo.
📚 [Tirmazi Hadees # 2517]
👆 *Es hadees se pta chala Allah aapki hefazt tabhi krega jub Aap apni poori hefazt pe dhayan denge.*
🔴 *Aap aag (Fire) me kood jaye or kahe ki Allah chahe to bacha lega to aisa krne ko Allah ne nhi kaha h blke ye hai ki aapni hefazt pe dhayan de Fir Allah aapki hefazt krega.*
( *हर बात दलील के साथ)*
Comments
Post a Comment