Jate wakt(time) bhi "Salam" hi krna chahiye yhi sunnat se sabit hai. Na ki "Allah hafiz" ya "khuda hafiz".*
*Jate wakt(time) bhi "Salam" hi krna chahiye yhi sunnat se sabit hai. Na ki "Allah hafiz" ya "khuda hafiz".*
--------------------------------------------------
👉Rasool ﷺ ne farmaya jb tum majlis me pahucho to salam kro or jate wkt bhi salam kiya kro kyuki dono salam ki yksa Ahmiyat hai. *( Jate wkt salam krna mtlb Salamti ki dua de kr jana hai)*
📚 *[Abudawood:5208]*
Comments
Post a Comment