Hadith: Ye 3 "Surah" Subah aur sham 3 baar padhne se preshaniya door rahti hain*
*Hadith: Ye 3 "Surah" Subah aur sham 3 baar padhne se preshaniya door rahti hain*
👉Surah Al-Ikhlas.
👉Surah Al-Falaq.
👉Surah An-Nas.
--------------------------------------------------
👉Rasool-Allah ﷺ ne farmaya Subah aur sham 3 baar Surah Al-Ikhlas , Surah Al-Falaq Aur Surah An-Nas padh liya karo , ye tumhe har cheez ke liye kaafi ho jayegi (yani har tarah ki pareshaniyo se bachne ke liye ye kaafi hain)
📚 *[Abu dawud:-1643]*
Comments
Post a Comment