➡ *Hadith:- Badgumani, Geebat, peeth piche burai aur hasad se bacho*
➡ *Hadith:- Badgumani, Geebat, peeth piche burai aur hasad se bacho*
----------------------------------------------
👉 Rasool-Allah ﷺ ne farmaya badgumani se bachte raho kyunki badgumani ki baatein aksar jhooti hoti hain,logon ke Aib talash na karo, Aapas mein hasad na karo, kisi ki peeth ke peeche buraii na karo,bugz na rakho bulki sab ALLAH ke bande bhai bhai ban kar raho
📕 *[Sahih Bukhari:6064.]*
Comments
Post a Comment