➡ *Hadees:- Jo log dunya se ja chuke hain unko bura na kaho.*
➡ *Hadees:- Jo log dunya se ja chuke hain unko bura na kaho.*
--------------------------------------------------
👉 Rasoolallah sallalahu-alaihiwasalam ne farmaya jo log dunya se ja chuke hain unko bura na kaho kyuki jo kuch unhone aage bheja tha uske pas wo khud pahuch chuka hai.
Unhone bure bhale jo bhi kuch amal kiye the waisa badla paa liya.
📚 *[Sahih Bukhari:-# 6516]*
Comments
Post a Comment