➡ *Ehsan jatane wale se qayamat ke din Allah na bat krega, na dekhega, na usko pak krega.*

➡ *Ehsan jatane wale se qayamat ke din Allah na bat krega, na dekhega, na usko pak krega.*
=========================
👉Rasool Allah ﷺ ne farmaya: teen shakhs aise hain jin se Allah taala qayamat ke din nah baat kere ga, nah un ki taraf dekhe ga, nah un ko pak kerega, aur un ke liye dard naak azaab ho ga“, phir Rasool Allah ﷺ ne yahi aayat parhi. to Abuzer razi Allah anhu ne kaha : woh log namuraad ho, ghatay mein rahay, aap ny farmaya: ”(woh teen yeh hain)
1⃣apna tehbund takhnay ke neechay latkanay wala,
2⃣jhooti kasmain kha kha kar apne samaan ko bech denay wala,
3⃣apne diye hue ka ahsaan jatanay wala“.

📚 *[Sunan nasai:2564]*

Comments

Popular posts from this blog

*Waqt ki ye zroorat samjh Lo, Bin padhe ab guzara nahi.*

❌ *22 रजब के कुंडे क्या है*❓ ❌

*Rasoolullah ﷺ ya kisi Auliya ke waseele (unke sadqe)se dua mangna kaisa hai?*