*Azaan Ka Jawab Dene or uske Baad Dua Karne walo ki dua qubool hoti hai*
➡ *Azaan Ka Jawab Dene or uske Baad Dua Karne walo ki dua qubool hoti hai*
=========================
👉Hazrat Abdullah Bin Umar Razi Allahu 'anhuma farmaate hain ke Ek shakhs ne arz kiya: Ya Rasulullah! azaan kehne waale ham se Ajar wo swab me badhe huve hai (Kya koi aisa amal hai ke humein bhi azaan dene wali fazilat miljaaye Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Wohi kalimaat kaha karo jo mu'azzin kehte hain phir jab tum azaan ka jawaab de chuka to dua maango jo maangoge wo diya jayega.
📚 *[Abu Dawud: 524]*
Comments
Post a Comment