*Aqiqa ke liye ladka ki taraf se 2 Janwar hai or ladki ki taraf se 1 janwar hai* ========================= ➡ *Rasool ﷺ se chote janwar( bakda, bkdi, bhed etc) me hi karna sabit hai.*
➡ *Aqiqa ke liye ladka ki taraf se 2 Janwar hai or ladki ki taraf se 1 janwar hai*
=========================
➡ *Rasool ﷺ se chote janwar( bakda, bkdi, bhed etc) me hi karna sabit hai.*
-------------------------------------------------
👉Rasool ﷺ ne farmaya aqiqa ke liye ladka ki taraf se 2 janwar (Bkda/bakdi) hai or ladki ki taraf se 1 janwar or esse koi faraq nahi pdta ki wo nr(male) hai ya mada(female)
📚 *[Tirmizi:#1062]*
👉 *Jo log qurbani ke janwar me 1 hissa ladki ke liye or 2 hissa ladka ke liye le kar kr dete hain unko es hadees par dhyan dena Chahiye ki aisa karna sunnat se sabit nahi*
Comments
Post a Comment