*Apne Ahl-o-ayaal (Baal baccho) per kharch karna Sadaqa hai.*
➡ *Apne Ahl-o-ayaal (Baal baccho) per kharch karna Sadaqa hai.*
--------------------------------------------------
👉 AbdUllah bin Masood (Radhi-Allahu-anhu) Rasool-Allah (Sal-Allahu-alaihe-wasallam) ne farmaya,
”Jab aadmi sawaab ki niyat se apne Ahl-o-ayaal per kharch kare to wo bhi uske liye Sadaqa hai”
📚 *[Sahih Bukhari H#55]
Comments
Post a Comment