*Allah ke Nazdeek sabse behtar insan wo hai jo "Salam" krne me pahal kre.* *(Samne wale ke Salam krne se pahle usko Salam kre.)*
➡ *Allah ke Nazdeek sabse behtar insan wo hai jo "Salam" krne me pahal kre.*
*(Samne wale ke Salam krne se pahle usko Salam kre.)*
=========================
👉Rasool Allah ﷺ ne farmaya: Allah ke nazdeek sab se behtar insan wo hai jo salaam karne mein pehal kare.
📚 *[Abudawood#5197]*
➡ *Chota bade ko salam kre (bada bhi kr skta hai) Guzrne wala baithne wale ko or choti jamat badi jamat ko.*
*=========================*
👉 नबी करीम ﷺ ने फरमाया छोटा बड़े को सलाम करे, गुज़रने वाला बैठने वाले को सलाम करे और छोटी जमात बड़ी जमात को सलाम करे.
📚[सही बुखारी:6231]
👉 *Rasool ﷺ bachho ke pas se guzrte to salam kiya krte the.*
📚[बुखारी, जिल्द:6247]
*Milne wale ko "Salam" krna or Raste se Takleef de cheez ko hata dena sadqa hai.*
==========================
Rasool ﷺ Ne farmaya milne wale ko salam krna ,burai se rokna, bhalai ki taraf ferna , Raste se takleef de cheez ko hata dena ye sb sadqa hai.
*[Abudawood:1285]*
Comments
Post a Comment