*Agar Aap par preshaniya aa rahi hain To usko dooor kaise kare*?
*Agar Aap par preshaniya aa rahi hain To usko dooor kaise kare*?
------------------------------
👉 *Dua qubool nhi ho rahi ho to kya kare?*
*Aasan Elaj*👇👇
----------------------------------------------------------
👉Agar aap ke sath koi preshani aa rahi ho or dua qubool na ho rahi hoto Aapko dhayan dena chahiye ki 👇👇
👉1) Kya aap *Namaz sahi se padh rahe hn (Jaise Rasoolullah ﷺ ne pdha)*.
👉2) Kya aap *din rat ke kisi amal me aisa amal krte hain jo Quran or sunnat ke khelaf hai?*
👉3) Kya aap *dekhawe ki Ebadat to nhi kar rahe hain?*
👉4) Ya koi bhi *Ebadat jo Faraiz me se hain usko ache se ada nhi kar rahe hain (Jaise Rasoolullah ﷺ or sahaba ka jo tariqa tha)*.
👉 *Kyuki agar aap ki Ebadat Rasoolullah ﷺ or sahaba ke tareeqe pe na hui to aap kitne bhi ache se ebadat kr le qubool* hi nhi hogi.
*To koi fayda nhi aisi ebadat ka jo qubool hi na ho.*
📚 [Sahi Bukhari: 631]
*Aafat or Aazmaesh:-*👇👇
----------------------------------------------------------
👉Agar aap ke sath preshaniya aa rahi hain Namaz pdhne or deegar ebadat krne ke bad bhi to wo *Aafat or Aazmaesh dono ho sakti hai lekin dono me se kya hai wo janne ke liye aapko Ye dekhna hoga ki aapki ebadat ka tareeqa Rasoolullah* ﷺ ke tareeqe pe hai ya nhi?
👉 *kyu Aazmaesh Taqwe wale insan ko aati hai or Taqwa tabhi aata hai jab Aapki ebadat Rasoolullah ﷺ ke tareeqe pe hogi*, eske liye aapko apne Ebadat ke tareeqe ke bare me janna chahiye ki ap jis tareeqe pe hain wo Rasoolullah ﷺ se sabit hai ya nhi.
👉 *Eske liye sbse acha tareeqa hai ki Allah or Rasoolullah ﷺ ki kitabo ko pdhna.*
Allah ki kitab Quran or Rasoolullah ﷺ ki zindgi hadees (Bukhari, Muslim wagiara)
👉 *Allah ham sabko Rasoolullah ﷺ ki ehadat ke tareeqe pe chalne wala bnaye aameen.*
Jazakallahu-khairan-kaseera.
( *हर बात दलील के साथ*)
👉 अगर आपका *कोई सवाल होतो हमे mail कर सकते हैं।*
👉 Mail id: sawaljawab24hour@gmail.com
( *हमे आपके सवाल का इंतज़ार रहेगा)*
Comments
Post a Comment