*70,000 log bina hisab ke jannat mein jayenge.*
➡ *70,000 log bina hisab ke jannat mein jayenge.*
--------------------------------------------------
▶ *Jo Jhaad-foonk nahi karate hain*
▶ *Na Shagun lete hain*
▶ *Or apne Rab hi par bharosa rakhte hain*
👉 Ibn Abbas Radiallahu anhuma se rivayat hai ki Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya meri ummat ke 70,000 log bina hisab ke jannat mein jayenge ye wo log honge jo Jhaad-foonk nahi karate hain aur na Shagun lete hain aur apne Rab hi par bharosa rakhte hain
📚 *[Sahih Bukhari:- #6472]*
Comments
Post a Comment