*4 IMAM Barhaq nhi balke Barhaq 1 hi Imam hain Yani Imamo ke Imam Rasoolullah ﷺ.*
*4 IMAM Barhaq nhi balke Barhaq 1 hi Imam hain Yani Imamo ke Imam Rasoolullah ﷺ.*
----------------------------------------------------------
👇👇👇👇👇
📖 *Quran:-*
*يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا أَطِيعُوا اللَّهَ وَأَطِيعُوا الرَّسُولَ.*
👉 *Allah ki baat mano or Allah ke ke Rasool ﷺ ki baat mano*
📚 [Surah An-Nisa', Ayah 59]
👆 *Ye baat QURAN me 20 se zayada baar kahi gayi hai*
👆Es Ayat se ye Saaf waze hai ki Allah ne Hme kisi imam ko manne ke liye nahi kaha blke
👉 *Rasoolallah ﷺ ki Pairwi karne ko kaha hai.*
👇 *Or Jaha tak imamo ki baat hai to Charo (4) Imamo ne kaha.*
------------------------------------
👇👇👇👇👇👇👇
*अगर मेरा फतवा कुरआन और सही हदीस के खिलाफ़ जाये तो मेरे फतवे को छोड़ देना और कुरआन और सही हदीस को मान लेना.*
👉a:-ईक़ाज़-अल-हिमम अल फुलानी (इमाम अबू हनीफा रह.)
👉b:-अल मजमु अन नववी (1/63) (इमाम शाफ़ई रह.)
👉c:- जामी बयान अल इल्म इब्न अब्दुल बर्र 1/775 (इमाममालिक रह.)
👉d:-ईक़ाज़-अल-हिमम (इमाम इब्नहम्बल रह.)
☝ *Esi liye 1 imam ko manne ki zaroorat hai yani Rasoolallah ﷺ ko*.
👉 *Or jub Tak ham log 1 imam yani Rasoolallah ﷺ ki baat nahi manenge tab tak ettehad (unity) nhi ho Sakti.*
*Hme tahqeeq karne ki zaroorat hai:-*
-----------------
👉Allah ne farmaya "Ai iman walo! Agar koi fasiq tumhare pas khabar le kar aye to uski tehqeeq kar liya Karo."
📚 (Surah Hujurat V# 6)
Rasoolallah ﷺ ne Farmaya👇👇👇
------------------------------
👉Meri ummat me *73 firqe* honge jisme se 1 hi Jannat me jaynge to Sahaba (Ra) ne arz kiya Ki wo kon log honge? Rasoolallah ﷺ ne Farmaya wo jo mere or mere sahaba (ra) ke tariqe pe honge.
📚 [Tirmizi:- 2641]
👆 *Es hadees se yhi sabit hota hai ki 1 hi gorooh jannt me jayega jo Rasoolallah ﷺ or sahaba (Ra) ke tariqe pe hoga.*
Rasoolallah ﷺ ne Farmaya:-
👉 *Namaz waise padho jis trah tum ne mujhe padhte huye dekha.*
📚 [Bukhari : 631]
👉 Yaha Rasoolallah ﷺ ne kaha meri trah namaz pdho to:-👇👇👇
*Apki Ebadat agar Rasoolallah ﷺ ki Tarah na hui to wo qubool hi nhi hogi to kya fayda aisi ebadat ka jo qubool hi na ho.*
👆En sab Quran or hadees ki bato se yhi sabit hota hai ki 👇👇
*4 IMAM Barhaq nhi balke Barhaq 1 hi Imam hain Yani Imamo ke Imam Rasoolullah ﷺ.*
*Allah hum sabko Rasoolallah ﷺ ki taqleed (pairwi) karne ki taufeeq de Aameen.*
Jazakallahu-khairan-kaseera
👉 अगर आपका *कोई सवाल होतो हमे mail कर सकते हैं।*
👉 Mail id: sawaljawab24hour@gmail.com
( *हमे आपके सवाल का इंतज़ार रहेगा)*
Comments
Post a Comment