*kya Ham Nabi ﷺ ki Tarah Namaaz Padhte hain? Dekhe*
*kya Ham Nabi ﷺ ki Tarah Namaaz Padhte hain? Dekhe* 👇👇👇👇👇 *"Aurat aur Mard" ki Namaz ka sahi Tareeqa*✓✓ ------------------------------------------------ Rasool-Allah ﷺ ne farmaya : 👇👇👇 *Namaaz is tarah parhna jese tumne mujhe padhata hue dekha hai* 📚 (Bukhari : 631) 👆 yahaan Rasoolallaah ﷺ ne ye nahin kaha ki aurat aise padhe aur mard dusre tarah se , balki apne jaise namaaz padhne ke baare mein kaha ki meri tarah namaz padho. 👉 *Rasoolallaah ﷺ ya kisi sahaba (r.a) ya sahaabiya (r.a) se aisa 1 bhi suboot nahi milta hai ki aurat aur mard ki Namaaz ka tareeka alag hai* 👉 kuchh log ye kahate hain ki ye hadees ( *Namaaz is tarah parhna jese tumne mujhe padhata hue dekha hai*) sahaba (r.a) ko bataee hue thi, sahaabiya (r.a) ko nahi, 👆aisa kahne waalon ko is baat pe gaur karna Chahiye ki Rasoolullaah ﷺ baat sirf mard ke lie hotee thi to wahaan pe sirf special mard alfaaz istamaal karate the ja...